Home » » Mast Magan song

Mast Magan song

Mast Magan lyrics

Ishq ki dhooni roz jalaye
Uthta dhuan to kaise chupaye
Ho akhiyaan kare jee hazoori
Maange hai teri manzoori
Kajra syaahi, din rang jaaye
Teri kasturi rain jagaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
O jogiya jog laga ke
Makhra rog laga ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan to kaise chupaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Oadh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein ranjha tera
Duniya zamana, jhoota fasana
Jeene marne ka waada sancha mera
Ho sheeshmehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
O chaahe bhi to bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Mann mast magan, man mast magan
Tera naam dohraye

Share this article :

0 comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2015. lyricshome
Blogger Templates