Home » » Gazab Ka Hai Yeh Din hit song

Gazab Ka Hai Yeh Din hit song

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar huwe ke ab jaana kahan
Lapaata huwe saare rastein
Dhundega hume ye zamana kahan
Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hun waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kaha
Rookna thehar na mujhko aata hai kahan
Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Song: Gazab Ka Hai Yeh Din
Singer: Amaal Mallik, Arijit Singh
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik


Share this article :

0 comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2015. lyricshome
Blogger Templates